Ye ladkiyan aapne aap ko kya kya nahi samjhe
dil kash aadanye aur karati hai dange
inke chakkar me roz hojate hai pange
hume ab maaf karo, sab yahi faryaad karo
nakhde to inke aise aajebo garib hain
baaten to aise karti hain jaise karib hain
bachke inhse rehna ye badhmas sarif hai
hume ab maaf karo, sab yahi faryaad karo
aankho ke ishare se ya satati hai hum ko
muskurakar aapna wajud jatati hai hum ko
phir lamba chuna ye lagati hai humko
hume ab maaf karo, sab yahi faryaad karo
do din baad hi bichadne ki baat aayegi
ye humko do din me hi buri tarha rulayegi
ye hasi khusi zindagi me gum wali saugat layegi
hume ab maaf karo, sab yahi faryaad karo
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें