Mohbbat me main jab daga paya
mujhe dil ka dard tab samjh aaya
bahut chahta tha
bahut manta tha
dard de gayi , jise devta manta tha
paraya nahi tha, paraya banaya
mohbbat me main jab daga paya
mujhe dil ka dard tab samjh aaya
khusiyan bi uski
kasme bhi uski
wafa sari meri , bewafi bi uski
bht sare dard dekar rona shikhaya
mohbbat me main jab daga paya
mujhe dil ka dard tab samjh aaya
sare dard mere,
judai thi meri
sabhi ko hasya, rulaya nahi tha
chup to tha main,
par meri galti nahi thi
par mein kisi ko bataya nahi tha
usse aapna keh kar dil ko samjhaya
mohbbat me main jab daga paya
mujhe dil ka dard tab samjh aaya