aapni haqiqat tujhe bataun kaise
bahut dur hai maikhana jaun kaise
bhara hua jaam to muh tak to le aaya
aab isse muh se lagaun kaise
jab se mohabbat hui hame hum chain se sona bhul gaye.
jab dekh le unki ek jhalak hum aapne rona bhul gaye.
unka chera kuch is tarah jaise koi tuta chand ho
jab rukh se hataye nakaab wo hum chandani raaton ko bhul gaye.
katilana nazron kaa mitha sabab ek ye bhi hai
unki nazron ne ghayal kiya hum zakhm pirona bhul gye.
tere hizr ke daghon ko ek waqt tak dhota raha
tune dukhaya dil aise ki daghon ko dhona bhul gye.
unki wafai kuch aayesi thi aapna hi wazud rakhna tha
dhoke se mara hamko phir hum sath nibhana bhul gye.