शुक्रवार, 8 नवंबर 2013

kya samjhega mere dard ko zamana

kya samjhega mere dard ko zamana
isse bas aata hai dil ko dukhana

kya puchegi wo mere dard-e-sabab ko
mohabbat ki rahon pe choten hai sab ko
duniya ke mele main humko bhula kar
ab to kuch bol de tu muskura kar
mohabbat ki galiyon me zalim zamana
isse bas aata hai  dil ko dukhana

teri sadagi me madhos hai aakhen
dhire se karta hun teri hi baaten
duniya se chip kar sapno main aati
apni sari baaten mujhe se kar jati
phirta rehta hun bankar dewana
isse ba saata hai dil ko dukhana

mohabbat to sab duniya me karte hain aksar
phir mohabbat rakh deti hain zindagi badal kar
mohabbat se koi bach nahi paya
ye deta hai dard bht zada haskar
me gata rahta hun ye sara tarana
isse bas aat hain dil ko dukhana

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Ghazal

mere anshu gire jo zamin pe sabhi girte girte Sara asar rah gaya  main tadpta raha jaan niklati rahi tu udhar rah gyi mein idhar raha gaya  ...