mein pee lee sharab na na bol kar
usne mujhe pagal bhi bol, dewana bol kar
jis saksh se hum bach rahe the millne se
wo aagya mere ghar bahana bol kar
ab kisiki baat pe yakeen kya karun
wo mujhe masjid le aaya maykhana bol kar
mere anshu gire jo zamin pe sabhi girte girte Sara asar rah gaya main tadpta raha jaan niklati rahi tu udhar rah gyi mein idhar raha gaya ...
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें